jaao saatha the kla vo bichad gaye
sang Aaja joo hai unhe kla jaanaa hai
per Sook manaane mat baitho
kiyoke – kla kise naye ko Aanaa hai
viswaas kaBhe Kho jaata hai
sammaan bhe gum ho jaata hai
pr dheriye kabhe naa khona tum
kiyoki - kla waqt thumahara Aana hai
jaao dil ke paas tumhare tha
jaao har pal saath tumhare tha
kise karan vas voo chala gaya
Ab us kal ke piiche mat Baago tum
kiyoki - uske aage bhe jeevan hai
Aur tumko us se Aago Bhe jaanaa hai
joo bura tha vo kla beet gaya
us kal ko mat doharanaa tum
tum Aaj kro kuch eaisa ki
Aane vaala kla swarnim ho
mat Khona yahe bahumuliye samaye
kiyoki – abhe tumhe bhaut kuch paana hai
ye mat soocho ke tum nirbal ho
mat soocho ki tum kushal nahe
joo Khud he haar mante hai
jeevan mai safal nahe ho paate hai
naa girne deenaa Aatamviswas kabhe
kiyoki - tumhe Aur bhe uthana hai
jeevan jo Aanaa jaanaa hai
kuch ek mod per rukte hai
kuch duje se mud jaate hai
joo saath der tak chalte hai
voo man ko Bhe bha jaate hai
lakin jaane kis mood kaha
unko Bhe jaana pad jaaya
oper raha mai baith naa jaanaa tum
basa kadam badate rahena tum
Kiyoki - jeevan kabhe thahar naa paaye
Bus apne manzil ko pana tum...
Sunday, January 20, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment