Sunday, May 18, 2008
क्या लिखूँ..
Dedicated To Me...
From My Friend/Brother .....
क्या लिखूँ कुछ जीत लिखू या हार लिखूँया दिल का सारा प्यार लिखूँ
कुछ अपनो के ज़ाज़बात लिखू या सापनो की सौगात लिखूँ
मै खिलता सुरज आज लिखू या चेहरा चाँद गुलाब लिखूँ
वो डूबते सुरज को देखूँ या उगते फूल की सान्स लिखूँ
वो पल मे बीते साल लिखू या सादियो लम्बी रात लिखूँ
मै तुमको अपने पास लिखू या दूरी का ऐहसास लिखूँ
मै अन्धे के दिन मै झाँकू या आँन्खो की मै रात लिखूँ
मीरा की पायल को सुन लुँ या गौतम की मुस्कान लिखूँ
बचपन मे बच्चौ से खेलूँ या जीवन की ढलती शाम लिखूँ
सागर सा गहरा हो जाॐ या अम्बर का विस्तार लिखूँ
वो पहली -पाहली प्यास लिखूँ या निश्छल पहला प्यार लिखूँ
सावन कि बारिश मेँ भीगूँ या आन्खो की मै बरसात लिखूँ
गीता का अॅजुन हो जाॐ या लकां रावन राम लिखूँ
मै हिन्दू, मुस्लिम, सिख या इसाई हो जाॐ या बेबस ईन्सान लिखूँ
मै ऎक ही मजहब को जी लुँ या मजहब की आन्खे चार लिखूँ
कुछ जीत लिखू या हार लिखूँ ,या दिल का सारा प्यार लिखूँ
बस सूचता हू क्या लिखू ....आप को अपना प्यार लिखू...
Saturday, May 17, 2008
Waqt...
Suna Tha Waqt Marham Hai, Her Zakham Bhula Deta Hai
Her Guzra Lamha Hum Ko To, Ek Zakham Naya Deta Hai.
Raat Ki Rani Hai, Yaa Teri Yaadoon Ki Khushboo
Kuch To Hai, Jo Aangan Mere Ehsaas sa Mehka Deta Hai.
Ger Terey Khayaalon Mein Kho Kar,Neend Aah Bhi Jaye
Ah Ker Khawaboon Mein,Tera Tassawur,Hum Ko Jaga Deta Hai.
Khush Hote Hain Tassawur Mein Tumain Qareeb Dekh Kar Shayed
Mil Na Paye Hum,Yeh Hadsha Sehma Deta Hai.
Dil Bahot Nazuk Hai,Ghum Se Bhar na Aaye
Kiyuo Pather Pe Chott Lage To Woh Bhi Saza Deta Hai.
Dushman Hai Zamana Mohabbat Karne Walun Ka
Azal Se In Dooriyoon, Judaiyoon Ka Ehsaas Rula Deta Hai.
Suna Hai Waqt Ka Marham Her Zakham Bhula Deta Hai...

Koi Baat Nahi....
Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
Yehi dard tum ne diya hai, to koi baat nahi
Yehi bahut hai ke tum dekhte ho sahil se,
Safeena doob raha hai, to koi baat nahi
Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko,
Woh ghar tumne chor diya hai, to koi baat nahi
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha,
Tum hi ne tor diya hai, to koi baat nahi
Kiski majaal kahe koi mujhko kahe deewana,
Agar Yeh tumne kaha hai, to koi baat nahi

Subscribe to:
Comments (Atom)